Saturday, September 23, 2006

suraj ka intazar

suraj ke aane sein phale mein intzar mein tha, aaj bina jaye nahi jane donga...musam sard hain aaj, chand bhi thand ke marey neela dikh reha hain..thoda bimar hain chand bhi, badalo aa gaye...bajli aa gayi... boondein ne aane mein bhi dari nahi ke..chand to shyad ko shayd aaj jayda lambi dunty karni hain, suraj kahi to phass gaya hain, lo bhi nahi aa saki jo mare pass, bada ajeeb hain aaj ka musam, sab kuch to sust hain, mera white makan ab chand ke tarah neela ho gaya hain, matke mein rekha pani bhi apni chamak kho chuka hain, shubh shubh to bhara tha usko..badan kein kabhi kabhi ek sansani se chut jati hain, ghari ke tik tik bhi kitne sust hain, neras jehan bhi koi jehan hain....